• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ek Aur Ghar Bhi Tha Mera

Ek Aur Ghar Bhi Tha Mera

muneer-niyazi

ik aur ghar bhi tha mira

jis men main rahta tha kabhi

ik aur kumba tha mira

bachchon badon ke darmiyan

ik aur hasti thi miri

kuchh ranj the kuchh khvab the

maujud hain jo aaj bhi

vo ghar jo thi basti miri

ye ghar jo hai basti miri

us men bhi thi hasti miri

is men bhi hai hasti miri

aur main huun jaise koi shai

do bastiyon men ajnabi

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Raaz-E-Dil Late Hain Zaban Tak Hum

Ek Bhi Naw Na Kaghaz Ki Tarane Dega

poet

Mah-E-Nau Parda-E-Sahab Mein Hai

Shikasta Aks Tha Wo Ya Ghubar-E-Sahra Tha

poet

Lais Ho Kar Jo Mera Tark-E-Jafa-Kar Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet