• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Labon Pe Harf-E-Rajaz Hai Zirah Utar Ke Bhi

Labon Pe Harf-E-Rajaz Hai Zirah Utar Ke Bhi

labon pe harf-e-rajaz hai zirah utaar ke bhi

main jashn-e-fat.h manata huun jang haar ke bhi

use lubha na saka mere ba.ad ka mausam

bahut udaas laga ḳhal-o-ḳhad sanvar ke bhi

ab ek pal ka taghaful bhi sah nahin sakte

ham ahl-e-dil kabhi aadi the intizar ke bhi

vo lamha bhar ki kahani ki umr bhar men kahi

abhi to ḳhud se taqaze the iḳhtisar ke bhi

zamin oḌh li ham ne pahunch ke manzil par

ki ham pe qarz the kuchh gard-e-rahguzar ke bhi

mujhe na sun mire be-shakl ab dikha.i to de

main thak gaya huun faza men tujhe pukar ke bhi

miri dua ko palaTna tha phir udhar ‘mohsin’

bahut ujaaḌ the manzar ufuq se paar ke bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shabnam-ashai

Tanhai Mera Libas Hai

Ek Lamha-E-Visal Tha Wapas Na Aa Saka

Koi Charagh Ata Kar Koi Gulab Utar

Bahut Fasad Chhupa Tha Lahu Ki Gardish Mein

Unki Surat Hamein Aai Thi Pasand Aankhon Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet