• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / La Ek KHum-E-Sharab Ki Mausam KHarab Hai

La Ek KHum-E-Sharab Ki Mausam KHarab Hai

la ik ḳhum-e-sharab ki mausam ḳharab hai

kar koi inqalab ki mausam ḳharab hai

zulfon ko be-ḳhudi ki rida men lapeT de

saaqi pa.e-shabab ki mausam ḳharab hai

jam-o-subu ke hosh Thikane nahin rahe

mutrib uTha rubab ki mausam ḳharab hai

ghunchon ko e’tibar-e-tulu-e-chaman nahin

ruḳh se ulaT naqab ki mausam ḳharab hai

ai jaan! koi tabassum-e-rangin ki vardat

phika hai mahtab ki mausam ḳharab hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Yaadon Ke Charaghon Mein Ye Jalti Hui Raat

majrooh-sultanpuri

Aakhir Gham-E-Jaanan Ko Ai dil Badh Kar Gham-E-dauran Hona Tha

Rut Na Badle to Bhi Afsurda Shajar Lagta Hai

aftab-shamsi

Talash-e-Qafiya Mein Umr Sab Guzari Hai

obaidullah-aleem

Jawani Kya Hui Ek Raat Ki Kahani Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet