• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Lab Tak Jo Na Aai Wo Dua Kaisi Thi

Mere Lab Tak Jo Na Aai Wo Dua Kaisi Thi

mere lab tak jo na aa.i vo dua kaisi thi

jaane is raah men marzi-e-ḳhuda kaisi thi

jis ko hangama-e-hasti ne ubharne na diya

jis ko ham sun nahin paa.e vo sada kaisi thi

mera a.ina-e-ehsas shikasta tha agar

surat-e-hal miri tu hi bata kaisi thi

ab jo azad hue hain to ḳhayal aaya hai

ki hamen qaid bhali thi to saza kaisi thi

lahlahata tha mire dil ka ilaqa ‘rahi’

jaane us vaqt yahan ab-o-hava kaisi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Darja Ishq Maujib-E-Ruswai Ban Gaya

Gali Ka Patthar Tha Mujh Mein Aaya bigaD Aisa

Chaak Pe Rakkhe Hain Taswir Bana Di Jae

Taswir-E-Zindagi Mein Naya Rang Bhar Gae

Kuchh Ajab Aan Se Logon Mein Raha Karte The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet