• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyon Wo Mera Markaz-E-Afkar Tha

Kyon Wo Mera Markaz-E-Afkar Tha

kyon vo mera markaz-e-afkar tha

jis ke hone se mujhe inkar tha

yuun to mushkil thi bahut teri talash

ḳhud ko apna aur bhi dushvar tha

us ke hisse men dar-o-divar the

mera hissa saya-e-divar tha

rafta rafta sab ke jaisa ho gaya

pahle main bhi sahab-e-kirdar tha

duriyon ne qurbaten baḳhshin hamen

milna-julna ba.is-e-takrar tha

kaise baḌhta qafila aage ‘farogh’

har koi jab qafila-salar tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muddaa Dil Ka Kabhi Lab Aashna Hota Nahin

Phul Sheron Ki Rawani Mein Chale Talwar Bhi

Tera KHayal Sar-E-Sham Gham Sanwarta Hua

Katra Ke Gulsitan Se Jo Su-E-Qafas Chale

Dur Ta-Hadd-E-Nazar Aab-E-Shajar Kuchh Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet