• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin

Kya Zamin Kya Aasman Kuchh Bhi Nahin

aafaque-siddiqui

kya zamin kya aasman kuchh bhi nahin

hum na hon to ye jahan kuchh bhi nahin

dida-o-dil ki rifaqat ke baghair

fasl-e-gul ho ya Khizan kuchh bhi nahin

pattharon mein hum bhi patthar ho gae

ab gham-e-sud-o-ziyan kuchh bhi nahin

kya qayamat hai ki apne des mein

e’tibar-e-jism-o-jaan kuchh bhi nahin

kaise kaise sar-kashida log the

jin ka ab nam-o-nishan kuchh bhi nahin

ek ehsas-e-mohabbat ke siwa

hasil-e-umr-e-rawan kuchh bhi nahin

koi mauzu-e-suKhan hi jab na ho

sirf andaz-e-bayan kuchh bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Young Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

taKHta-E-Mashq Banun Jaan-Ba-Sipar Ho Jaun

akhtar-ansari-akbarabadi

Jam La Jam Ki Aalam Se Ji darta Hai

obaidullah-khan-mubtala

dilbar-E-Be-Bak Sun Khub Nahin Bolna

majrooh-sultanpuri

dast-E-Munim Meri Mehnat Ka Kharidar Sahi

Hawa-E-Sabz Ka Jhonka Koi Ghuncha Khilata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet