• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaam Aaegi Teri Khoj Mein Zulmat Aisi

Kaam Aaegi Teri Khoj Mein Zulmat Aisi

kaam aa.egi tiri khoj men zulmat aisi

kis ko ma.alum tha ban ja.egi surat aisi

be-sabab paḌ ga.e hain jaan ke laale ab ke

be-zarurat hi nikal aa.i zarurat aisi

jaane ho ret ke sahraon ka kaisa aalam

jab hai is gulshan-e-sarsabz men vahshat aisi

saans leta tha to divar giri jaati thi

raat kuchh ḳhvab men dekhi thi imarat aisi

dil ke virane men kyuun hashr bapa hai ‘rahat’

roz hoti hai zamane men qayamat aisi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-wahab-sukhan

Hamein Nasib Koi dida-War Nahin Hota

KHayal-E-Yar Ka Raushan Jo Hai Diya Na Bujha

Meri Dua Ki Ghair Pe Unki Nazar Na Ho

adil-mansuri

Wusat-E-daman-E-Sahra dekhun

obaidullah-aleem

Mere Khuda Mujhe Wo Tab-E-Nai-Nawai de

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet