• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Maza Ho Jo Kisi Se Tujhe Ulfat Ho Jae

Kya Maza Ho Jo Kisi Se Tujhe Ulfat Ho Jae

poet

kya maza ho jo kisi se tujhe ulfat ho jaae

ji kudhe fikr rahe meri si halat ho jaae

tera bimar dam-e-naza ye mange tha dua

dekh luun phir use gar thodi si mohlat ho jaae

jaiyo mat tu saba baagh se zindan ki taraf

mujh ko dar hai na asiron pe qayamat ho jaae

ai dil ik din tu guzar kar taraf-e-ahl-e-qubur

ta-ki dekhe se unhon ke tujhe ibrat ho jaae

dekh tasvir ko majnun ki ‘havas’ rashk na kar

chahiye ishq men teri bhi ye surat ho jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mera Mahbub Sab Ka Man Haran Hai

Apni Aankhon Ke Samundar Mein Utar Jaane De

Uski Qurbat Ka Tamasha Bhi Ajab Hai Sain

ada-jafarey

Har Ek daricha Kiran Kiran Hai Jahan Se Guzre Jidhar Gae Hain

Ek KHwab Nind Ka Tha Sabab, Jo Nahin Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet