• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Kare Meri Masihai Bhi Karne Wala

Kya Kare Meri Masihai Bhi Karne Wala

parveen-shakir

kya kare meri masihai bhi karne vaala

zakhm hi ye mujhe lagta nahin bharne vaala

zindagi se kisi samjhaute ke ba-vasf ab tak

yaad aata hai koi marne marne vaala

us ko bhi ham tire kuche men guzar aae hain

zindagi men vo jo lamha tha sanvarne vaala

us ka andaz-e-sukhan sab se juda tha shayad

baat lagti hui lahja vo mukarne vaala

shaam hone ko hai aur aankh men ik khvab nahin

koi is ghar men nahin raushni karne vaala

dastaras men hain anasir ke irade kis ke

so bikhar ke hi raha koi bikharne vaala

isi ummid pe har shaam bujhae hain charagh

ek taara hai sar-e-bam ubharne vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-E-Gham Mein

nazeer-akbarabadi

Kuche Mein Tumhaare Hum Jo Tuk Aate Hain

Chup baiTha Mein Akasr Sochta Rahta Hun

KHudi Ko Aa Gai Hansi Umid Ke Sawal Par

Tirgi Mein Subh Ki Tanwir Ban Jaenge Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet