• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya din The Jab Chhup Chhup Kar Tum Pas Hamare Aate The

Kya din The Jab Chhup Chhup Kar Tum Pas Hamare Aate The

poet

kya din the jab chhup chhup kar tum paas hamare aate the

kanpte the badnami ke dar se aansu pi pi jaate the

haae javani kya mausam tha ab vo din yaad aate hain

ruthte the ham har-dam un pe aur vo aa ke manate the

haae ghazab hai mujh vahshi ko us mausam men qaid kiya

sun jab shor-e-fasl-e-baharan murgh-e-qafas ghabrate the

zikr kiya main aap ka kis se kis ke aage naam liya

dushman the vo log mire jo aap ke taiin bahkate the

haae vo pahle chaah ka aalam kis se main izhar karun

main to hijab se aap khajil tha vo mujh se sharmate the

us se ‘havas’ milna mushkil tha par vo ham se duur na the

un ki hi tasvir se har-dam apna ji bahlate the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Bhi Guzre Hue Logon Ka Asar Bolta Hai

poet

KHushbu Ka Jism Yaad Ka Paikar Nahin Mila

poet

Ilahi Khair Jo Shar Wan Nahin To Yan Bhi Nahin

poet

Thi Nazare Ki Ghat Aankhon Mein

Naw KHasta Bhi Na Thi Mauj Mein Dariya Bhi Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet