• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Ja Chuke Hain Magar KHalfashaar Baqi Hai

Wo Ja Chuke Hain Magar KHalfashaar Baqi Hai

vo ja chuke hain magar ḳhalfashar baaqi hai

jo intizar tha vo intizar baaqi hai

bas itni baat mire shahr-e-yar baaqi hai

ki nashsha TuuT chuka hai ḳhumar baaqi hai

junun ki lamha shigafi se sadiyan phuuT paḌin

ab un ka ek naya iḳhtisar baaqi hai

ajab hain khel mohabbat ki be-niyazi ke

ki aag bujh bhi chuki hai sharar baaqi hai

ham apna lamha-e-hasti abad bana laa.e

na.e azal ka magar intizar baaqi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Jigar Aur dil Ko Bachana Bhi Hai

Hurmat-E-Ishq Tujhe Dagh Lagane Ka Nahin

Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai

poet

dil Ho Gaya Hai Gham Se Tere daghdar Khub

poet

Uthe Aaj Un Se Faisla Kar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet