• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh to Wafa Ka Rang Ho Dast-E-Jafa Ke Sath

Kuchh to Wafa Ka Rang Ho Dast-E-Jafa Ke Sath

kuchh to vafa ka rang ho dast-e-jafa ke saath

surḳhi mire lahu ki mila lo hina ke saath

ham vahshiyon se hosh ki baten fuzul hain

paivand kya laga.en darida-qaba ke saath

sadiyon se phir raha huun sukun ki talash men

sadiyon ki bazgasht hai apni sada ke saath

parvaz ki umang na kunj-e-qafas ka ranj

fitrat miri badal ga.i ab-o-hava ke saath

kya pattharon ke shahr men dukan-e-shisha-gar

ik sham.a jal rahi hai ghazab ki hava ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Dilae Mujhe Taskin to aaKHir Koi

poet

dekho To Mere Nala-O-Ah-O-Fughan Ki Or

poet

Mahw Hai Husn Ki Adaon Mein

ada-jafarey

Zaban Ko Hukm Nigah-E-Karam Ko Pahchane

Roz Ke Intizam Se Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet