• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh to Hamare Darmiyan Hai Dil-Lagi Abhi

Kuchh to Hamare Darmiyan Hai Dil-Lagi Abhi

kuchh to hamare darmiyan hai dil-lagi abhi

teri nigah-e-naz men hai tishnagi abhi

ḳhamoshiyan ajiib hain is sard shahr ki

barfili is hava men hai divangi abhi

saughat mil rahi hai tiri yaad ki mujhe

is hijr ne sikha.i bahut sha.iri abhi

vo biit hi ga.i jo amavas ki raat thi

phaili hai mere charon taraf chandni abhi

jaane vo kaun log the jo kar ga.e vafa

tum se to ho saki na zara dilbari abhi

ab bhi ‘hina’ sahega na-jane vo kitne gham

qismat men us ki hai likhi ye be-ghari abhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Waqt Aan Ast Ki Ma Jaanib-e-Mai-Khana Shawem

Subh-E-Wafa Se Hijr Ka Lamha Juda Karo

Thaharne Ko Hai Basti Ke Dar-O-Diwar Par Pani

poet

Ruke Hue Hain Jo Dariya Unhen Rawani De

ajay-sahaab

Raat Jab Tut Kar Bikhar Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet