• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh to Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan

Kuchh to Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan

kuchh to hain paikar pareshan azaron ke darmiyan

aur kuchh aazar pareshan pattharon ke darmiyan

sab ḳhabar hote hue pir-e-mughan hai be-ḳhabar

tishnagi ka ghalghala hai sagharon ke darmiyan

bhiiḌ ki be-chehragi men hain ka.i chehre nihan

chand sar vaale bhi hain in be-saron ke darmiyan

aao sab ik roz mil baiThen ye sochen kyuun hui

is qadar bechargi charagaron ke darmiyan

hadson ke shahr men ik hadsa ye bhi hua

ek shisha aa gaya hai pattharon ke darmiyan

ja-e-hairat is na.i tahzib men maujud hai

ik purana sa khanDar unche gharon ke darmiyan

vo to bhari paḌ gaya ‘betab’ ik bichchhu ka Dank

umr varna kaT chuki thi azdahon ke darmiyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bahte Hue Dariya Ke Kinaron Ki Tarah Tha

kishwar-naheed

Sone Se Pahle Ek Khayal

poet

Faza Mein Daere Bikhre Hue Hain

Kahin Jaun Talluq Ka Sitara Chalta Rahta Hai

Lamha Wo Teri Yaad Ka Aise Guzar Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet