• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hayat-O-Kaenat Par Kitab Likh Rahe the Hum

Hayat-O-Kaenat Par Kitab Likh Rahe the Hum

hayat-o-ka.enat par kitab likh rahe the ham

jahan jahan savab tha azaab likh rahe the ham

hamari tishnagi ka gham raqam tha mauj mauj par

samundaron ke jism par sarab likh rahe the ham

saval tha ki justuju aziim hai ki aarzu

so yuun hua ki umr bhar javab likh rahe the ham

sulagte dasht, ret aur babul the har ek su

nagar nagar, gali gali gulab likh rahe the ham

zamin ruk ke chal paḌi, charagh bujh ke jal ga.e

ki jab adhure ḳhvabon ka hisab likh rahe the ham

mujhe batana zindagi vo kaun si ghaḌi thi jab

ḳhud apne apne vaste azaab likh rahe the ham

chamak uTha har ek pal, mahak uThe qalam davat

kisi ke naam dil ka intisab likh rahe the ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ain-irfan

Raat-Bhar Rone Ka din Tha

Jo Shajar Be-Libas Rahte Hain

Safar Hai Dhup Ka Aur Sath Sae Rakhti Hun

poet

Kaun Ye Raushni Ko Samjhae

aftab-hussain

de Rahe Hain Jis Ko Topon Ki Salami Aadmi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet