• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud-Faramoshi Mein KHayal Kahan

KHud-Faramoshi Mein KHayal Kahan

ḳhud-faramoshi men ḳhayal kahan

main kahan hasrat-e-jamal kahan

na vo aansu hain aur na vo aahen

ab vo agla sa apna haal kahan

dil-e-vahshi ne sar uThaya hai

dur-andeshi-e-ma.al kahan

gham-e-duniya men sar hai sargardan

ab vo nairangi-e-ḳhayal kahan

ahd-e-rafta ko bhulna achchha

vo zamana vo mah-o-sal kahan

ho shikayat kisi se na-mumkin

ye jasarat kahan majal kahan

kis tarah dastan-e-gham kahe

koi pursan-e-arz-e-hal kahan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Be-Nawai Hamari Sauda-E-Sar Hai Ghar Mein Basa Diya Hai

Raste Mein Aa Rahe Hain Jo Nadi Nale Na Dekh

Aaj Viraniyon Mein Mera Dil Naya Silsila Chahta Hai

Dil Tha Dulha, Duniya Dulhan

adeem-hashmi

Kis Hawale Se Mujhe Kis Ka Pata Yaad Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet