• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin

Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin

poet

kuchh mujhe ab zindagi apni nazar aati nahin

dosto muddat hui us ki khabar aati nahin

ru-ba-ru hote hi us ke aql ho jaati hai gum

kuchh ka kuchh bikne lagun huun baat kar aati nahin

us but-e-gumrah ko har-chand samjhata huun main

kya karun us ki tabiat raah par aati nahin

dil phansa hai us ke bas men dekhiye kya ho ‘nisar’

nagani jis zulf ke ohde se bar aati nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mearaj-E-Irtiqa Hai Tamasha Na Jaaniye

Lutf Pahchan Ka Bhi to Lo Ajnabi

Utar Lafzon Ka Ek zaKHira Ghazal Ko Taza KHayal De De

Aagahi Aaine Talak Hai Kya

Un Ka Wada Badal Gaya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet