• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Khabar Lai To Hai Baad-E-Bahaari Uski

Kuchh Khabar Lai To Hai Baad-E-Bahaari Uski

parveen-shakir

kuchh khabar laai to hai bad-e-bahari us ki

shayad is raah se guzregi savari us ki

mera chehra hai faqat us ki nazar se raushan

aur baaqi jo hai mazmun-nigari us ki

aankh utha kar jo ravadar na tha dekhne ka

vahi dil karta hai ab minnat o zaari us ki

raat ki aankh men hain halke gulabi dore

niind se palken hui jaati hain bhari us ki

us ke darbar men hazir hua ye dil aur phir

dekhne vaali thi kuchh kar-guzari us ki

aaj to us pe thaharti hi na thi aankh zara

us ke jaate hi nazar main ne utari us ki

arsa-e-khvab men rahna hai ki laut aana hai

faisla karne ki is baar hai baari us ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kash Main Bhi Kabhi Yaron Ka Kaha Man Sakun

Wo Nind Adhuri Thi Kya KHwab Na-Tamam Tha Kya

Be-Ghari Ka Apni Ye Izhaar Kam Kar Dijiye

Us Lab Ki KHamushi Ke Sabab TuTta Hun Main

safiya-shamim

Gar Hai Nae Nizam Ki Takhliq Ka Khayal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet