• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Kar-E-Anasir Tah-E-Dariya Bhi Ajab Hai

Kuchh Kar-E-Anasir Tah-E-Dariya Bhi Ajab Hai

kuchh kar-e-anasir tah-e-dariya bhi ajab hai

is ḳhaak men pinhan koi sho.ala bhi ajab hai

duniya se kuchh aisa bhi nahin rabt hamara

sunte hain magar lazzat-e-duniya bhi ajab hai

hai dil hi kisi arzu-e-vasl ka maskan

dil ka magar is raah pe aana bhi ajab hai

vo diid hai ab alam-e-maujud se aage

is sa.at-e-mas.ud ka dhoka bhi ajab hai

tai hoti chali jaati hai be-faiz masafat

is raah men divar ka aana bhi ajab hai

khilta nazar aata hi nahin hai gul-e-umid

jaata hi nahin dil se ye dhaḌka bhi ajab hai

is ziist pe sahra ka guman tak nahin hota

ai naḳhl-e-mohabbat tira saaya bhi ajab hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

indira-varma

Hazar Khwab Liye Ji Rahi Hain Sab Aankhen

abdul-ahad-saaz

Be-Nishan Hone Se Pahle

Koshish Bhi Ye KHilaf-E-Tabiat Kabhi Na Ki

ada-jafarey

Roz-O-Shab Ki Koi Surat To Bana Kar Rakhkhun

aleena-itrat

Jit Ki Aur Na Haar Ki Zid Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet