• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Bhi Nahin Hai KHak Ke Aazar Se Pare

Kuchh Bhi Nahin Hai KHak Ke Aazar Se Pare

kuchh bhi nahin hai ḳhaak ke azar se pare

dekha hai main ne bar-ha us paar se pare

ik naqsh khinchta hai mujhe ḳhvab se udhar

ik da.era bana hua parkar se pare

ya-rab nigah-e-shauq ko vus.at nasib ho

meri nazar pe baar hai divar se pare

tum ḳhud hi dastan badalte ho daf.atan

ham varna dekhte nahin kirdar se pare

kuchh lafz jin ko ab koi tartib chahiye

guzre hue ḳhayal ke iz.har se pare

‘azar’ ab un ka nam-o-nishan mil nahin raha

uḌta hua ghubar hai kohsar se pare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Khinch Kar Aks Fasane Se Alag Ho Jao

Din Bahut Saffak Nikla Raat Sab Dukh Sah Gai

Itna Bhi Na Saqi Hosh Raha Pi Kar Ye Hamein Mai-KHana Tha

Faraaz-E-Ishq Teri Intiha Nahin Hue Hum

sheikh-ibrahim-zauq

Khub Roka Shikayaton Se Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet