• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Aisa Be-Sar-O-Pa Zist Ka Nizam Raha

Kuchh Aisa Be-Sar-O-Pa Zist Ka Nizam Raha

kuchh aisa be-sar-o-pa ziist ka nizam raha

ki jo usuul banaya vo na-tamam raha

harim-e-naz men kuchh aisa ehtimam raha

uThe hijab magar shauq tishna-kam raha

vo kam-nasib sikandar huun main ḳhuda ki panah

pahunch ke chashma-e-haivan pe tishna-kam raha

chhupa.e arzu-e-dil gaya tire dar tak

tavaf-e-ka.aba-e-maqsud be-maram raha

agar ho izn-e-taghaful to aap ghaur karen

na jaane kyon mujhe aaj intizar-e-sham raha

huzur-e-ishq saza-var-e-sad-malamat hai

vo na-murad jo ulfat men shad-kam raha

miri sarisht hi kuchh ḳhugar-e-asiri thi

mili qafas se riha.i asir-e-dam raha

‘rashid’ ghairat-e-rindi hai mana-e-tauba

tamam umr to jam-o-subu se kaam raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sunahre KHwab Aankhon Mein Buna Karte the Hum Donon

Ye Kis Ke Nam Se Raushan Tha Goshwara-E-Shab

parveen-shakir

dukh Nawishta Hai To Aandhi Ko Likha Aahista

Kal Talak Jo Tha Tasawwur Anjuman-Araiyon Ka

Sahaare Bhi Uske Kinare Bhi Uske

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet