• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Kuchh Agar Hai To Mile

Kuchh Agar Hai To Mile

kishwar-naheed

khvab men aae mujhe mujh se milae

mujhe sairabi-e-didar se gulzar kare

khvab vo khvab ki ho jis tamazat ka fusun-zad

khvab vo khvab ki ban jaae shikast-e-be-dad

katthai rang ghule surmai shaam men aise ki shafaq

khuun ki anchon se dahak kar phaile

ate-jate hue logon ki tag-o-taz bhi

andeshon se anjan lage

jaage khadshe bhi khadd-o-khal tamanna se huun mabhut

har ik uzlat-e-jan shauq ki shamshir liye

phail ke sahil-e-payab ko gharat kar de

marqad-e-hila-e-be-sud mite

kuchh agar hai to mile

koi gar hai to chala aae mujhe mujh se milae

mujhe sairabi-e-didar se gulzar kare

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

dil Ka Ye dasht Arsa-E-Mahshar Laga Mujhe

Dubne Walo Hawaon Ka Hunar Kaisa Laga

Gardish-E-Chashm Hai Paimane Mein

jigar-moradabadi

Lakhon Mein Intikhab Ke Qabil Bana diya

Nigah-E-Naz Ka Hasil Hai Etibar Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet