• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kucha-E-Yar Mein Ab Jaane Guzar Ho Ki Na Ho

Kucha-E-Yar Mein Ab Jaane Guzar Ho Ki Na Ho

kucha-e-yar men ab jaane guzar ho ki na ho

vahi vahshat vahi sauda vahi sar ho ki na ho

jaane ik rang sa ab ruḳh pe tire aa.e na aa.e

nafas-e-shauq se gul shola-e-tar ho ki na ho

ab musalsal bhi jo dhaḌke dil-e-nashad mira

kis ko malum tire dil ko ḳhabar ho ki na ho

qahr men lutf men mad-hoshi o hushyari men

vo mire vaste taḳhsis-e-nazar ho ki na ho

hijr ki raat thi imkan-e-sahar se raushan

jaane ab us men vo imkan-e-sahar ho ki na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qadmon Se Mere Gard-E-Safar Kaun Le Gaya

poet

Aaj Phir Band-O-Salasil Ka KHayal Aaya Hai

aijaz-asad

Meri Tum Se Shanasai Bahut Hai

bichhaD Ke Un Se Mile to Kai Sawal Hue

hijab-abbasi

dua Hi Wajh-E-Karamat Thodi Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet