• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ku-E-Haram Se Nikli Hai Ku-E-Butan Ki Rah

Ku-E-Haram Se Nikli Hai Ku-E-Butan Ki Rah

ku-e-haram se nikli hai ku-e-butan ki raah

haa.e kahan pe aa ke mili hai kahan ki raah

sad-asman ba-daman o sad-kahkashan-ba-dosh

bam-e-buland-e-yar tire astan ki raah

mulk-e-adam men qafila-e-ruh ja basa

ham dekhte hi rah ga.e us bad-guman ki raah

luTta raha hai zauq-e-nazar gaam gaam par

ab kya raha hai paas jo ham len vahan ki raah

ai zulf-e-ḳham-ba-ḳham tujhe apna hi vasta

hamvar hone paa.e na umr-e-ravan ki raah

gul-ha-e-rang-rang hain afkar-e-nau-ba-nau

ye rahguzar-e-sher hai kis gulsitan ki raah

‘tahir’ ye manzilen ye maqamat ye haram

allah re ye raah ye ku-e-butan ki raah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Apne Bas Mein Hai Rona Na Hae Hans Dena

Azab Raaton KHizan-Ruton Ki Kahani Likkhun

poet

Tuk Tu Mahmil Ka Nishan De Jald Ai Surat Zara

Tujhe Main Milun to Kahan Milun Mera Tujhse Rabt Muhaal Hai

Raushni Se Kis Tarah Parda Karenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet