• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Tara Na dikha Sham Ki Virani Mein

Koi Tara Na dikha Sham Ki Virani Mein

shahida-hasan

koi taara na dikha shaam ki virani men

yaad aaega bahut be-sar-o-samani men

dam-ba-khud rah gaya vo pursish-e-halat ke baad

aaina ho gai main alam-e-hairani men

dil salamat rahe tufan se tasadum men magar

haath se chhut gaya haath pareshani men

sahl karti main takhatub men mukarna tujh se

mushkilen aur thiin is raah ki asani men

ab tiri yaad jo aae bhi to yuun aati hai

jaise kaghaz ki koi naav chale paani men

aise aalam men miri niind ka aaseb na puchh

khvab mange hain tiri chashm ki nigarani men

khinch rakhti hai mire mire paanv ko dahliz talak

koi zanjir hai is ghar ki nigahbani men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Kuchh Mohtasibon Ki Khalwat Mein Kuchh Waiz Ke Ghar Jati Hai

dauDta Rahta Hun Na-Malum Samton Ki Taraf

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar aaTh-Pahar Hota Hai

Hisab-E-Umr Karo Ya Hisab-E-Jam Karo

adil-mansuri

Waqt Ki Ret Pe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet