• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Sitara-E-Shab Ya Ghubar Tha Wo Bhi

Koi Sitara-E-Shab Ya Ghubar Tha Wo Bhi

koi sitara-e-shab ya ghubar tha vo bhi

zamin pe naz-e-falak ka shumar tha vo bhi

main reza reza zamin par magar vara-e-zamin

numud-e-pairahan-e-tar-tar tha vo bhi

sinan-ba-dast jo aaya vo dasta-e-gul tha

jo lala-ru tha so amboh-e-ḳhar tha vo bhi

vo paḌ gaya tha magar ranj-e-na-gahani men

girah-kusha gila-e-saz-gar tha vo bhi

usi se ḳhaak men ra.ana.i-e-tajammul hai

zamin pe jhukta hua kohsar tha vo bhi

kisi pe jam ga.i chashm-e-gurez-pa aḳhir

ajiib lamha-e-be-iḳhtiyar tha vo bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai

Maulana Rumi

Ba-Roz-e-Marg Chu Tabut-e-Man Rawan Bashad

poet

Apni Qismat Mein Gham-E-Arsa-E-Hijran Hai to Kya

Sukun-E-Dil Ho Magar Tum Bacha Sake Na Mujhe

allama-iqbal

Jawed Ke Nam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet