• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barson Tapish-E-Gham Mein Ye Ehsas Jale Hai

Barson Tapish-E-Gham Mein Ye Ehsas Jale Hai

poet

barson tapish-e-gham men ye ehsas jale hai

tab ja ke kahin sher ke sanche men Dhale hai

kuchh aise teri bazm men baiTha huun akela

jis tarah sar-e-rah koi sham.a jale hai

allah kisi shaḳhs ko rusva na kare yuun

mujh se mira saaya bhi to ab bach ke chale hai

is manzil-e-dushvar se hans hans ke guzar ja

pagle kahin rone se shab-e-hijr Dhale hai

har roz naya ruup badalti hai teri yaad

aahon men Dhale hai kabhi ashkon men Dhale hai

har shahr men hone lagi angusht-numa.i

rusva.i miri mujh se bhi kuchh aage chale hai

ik roz use TuuT hi jaana tha bahar-hal

dil toḌ ke tu kyuun kaf-e-afsos male hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dosh-E-Hawa Pe Tinkon Ka Ye Aashiyana Kya

firaq-gorakhpuri

Hindola

Din-Raat Uske Hijr Ka Dimak Lage Lage

Tha Pas-E-Mizhgan-Tar Ek Hashr Barpa Aur Bhi

poet

Tum Khub Udate Raho Khaka Mere dil Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet