• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tohfa-E-Gham Bhi Mila Dard Ki Saughat Ke Baad

Tohfa-E-Gham Bhi Mila Dard Ki Saughat Ke Baad

poet

tohfa-e-gham bhi mila dard ki saughat ke ba.ad

phir bhi dil ḳhush na hua itni inayat ke ba.ad

umr-bhar DhunDte phirte hi rahe apna vajud

ḳhud se ham mil na sake un se mulaqat ke ba.ad

main huun jab tak to samajh lijiye sab kuchh hai yahan

kuchh na rah ja.ega duniya men miri zaat ke ba.ad

kitni tarikiyan guzrin to ujala dekha

husn aaya hai nazar kitne hijabat ke ba.ad

zindagi teri tavazo.a bhi main karta lekin

na bacha kuchh bhi lahu gham ki mudarat ke ba.ad

haath aa.e hue lamhat na chhoḌo varna

kuchh na haath aa.ega guzre hue lamhat ke ba.ad

aa.ega daur-e-masarrat bhi yaqinan ‘fazil’

kya nahin hoti hai duniya men sahar raat ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

indira-varma

Ye Shafaq Chand Sitare Nahin Achchhe Lagte

Barq Ka Thik Agar Nishana Ho

poet

Zindagi Ko Ek Rangin Dastan Samjha Tha Main

poet

Chaman Hai Kaisa Ye Kaisi Bahaar Hai Saqi

Rahne Ko Hum Qafas Mein Rahe Aashiyan Se Dur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet