• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Puchhe Mere Mahtab Se Mere Sitaron Se

Koi Puchhe Mere Mahtab Se Mere Sitaron Se

yasmeen-hameed

koi puchhe mire mahtab se mere sitaron se

chhalakta kyuun nahin sailab men paani kinaron se

mukammal ho to sachchai kahan taqsim hoti hai

ye kahna hai mohabbat ke vafa ke hissa-daron se

thahar jaae dar o divar par jab tisra mausam

nahin kuchh farq padta phir khizaon se baharon se

bagule aag ke raqsan rahe ta der sahil par

samundar ka samundar chhup gaya udte shararon se

miri har baat pas-manzar se kyuun mansub hoti hai

mujhe avaz si aati hai kyuun ujde dayaron se

jahan ta-hadd-e-binai musafir hi musafir hon

nishan qadmon ke mit jaate hain aisi rahguzaron se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nadi Ke Sath Bhi Kuchh Masala Tha

zehra-nigaah

Sham Ka Pahla Tara

Tum Koi Is Se Tawaqqo Na Lagana Mare Dost

Ek an-Jaani Duniya DhunD Raha Hun

fatima-hasan

Ruka Jawab Ki Khatir Na Kuchh Sawal Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet