• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin

Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin

koi ḳhadsha hai na tufan bala kuchh bhi nahin

ab na ghamza hai na andaz-o-ada kuchh bhi nahin

ishq kahte hain kise husn hai kya kuchh bhi nahin

meri ankhen tiri surat ke siva kuchh bhi nahin

kab se viran paḌi hai mire dil ki duniya

koi naghma kisi paa.el ki sada kuchh bhi nahin

zahr se kam nahin ye saghar-e-mai mere liye

tu nahin hai to ye mausam ye faza kuchh bhi nahin

tere chehre pe qayamat hai haya ki surḳhi

rang-e-gul rang-e-shafaq rang-e-hina kuchh bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Bhule Se Mumkin Ho Meri Jaanib Agar Hona

firaq-gorakhpuri

Ruki Ruki Si Shab-E-Marg Khatm Par Aai

Kis Nae KHwab Mein Rahta Hun Duboya Hua Main

Bas Saliqe Se Zara Barbaad Hona Hai Tumhein

noon-meem-rashid

Tu Aashna-E-Jazba-E-Ulfat Nahin Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet