• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Kamar Ko Teri Kuchh Jo Ho Kamar To Kahe

Koi Kamar Ko Teri Kuchh Jo Ho Kamar To Kahe

sheikh-ibrahim-zauq

koi kamar ko tiri kuchh jo ho kamar to kahe

ki aadmi jo kahe baat soch kar to kahe

miri haqiqat-e-pur-dard ko kabhi us se

ba-ah-o-nala na kahve ba-chashm-e-tar to kahe

ye aarzu hai jahannam ko bhi ki atish-e-ishq

mujhe na shola gar apna kahe sharar to kahe

ba-qadr-e-maya nahin gar har ik ka rutba o naam

to haan habab ko dekhen koi guhar to kahe

kahe jo kuchh mujhe naseh nahin vo divana

ki janta hai kahe ka ho kuchh asar to kahe

jal utthe shama ke manind qissa-khvan ki zaban

hamara qissa-e-pur-soz lahza bhar to kahe

sada hai khuun men bhi mansur ke anal-haq ki

kahe agar koi tauhid is qadar to kahe

majal hai ki tire aage fitna dam maare

kahega aur to kya pahle al-hazar to kahe

bane bala se mira murgh-e-nama-bar bhanvra

ki us ko dekh ke vo munh se khush-khabar to kahe

har ek sher men mazmun-e-girya hai mere

miri tarah se koi ‘zauq’ sher-e-tar to kahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigah Ki Shoala-Fazai Ko Kam Hai Did Uski

Ai KHwahish-E-Yak-Tarfa-E-Taraj-E-Junun Sun

Mausamon Ki Tarah Badla Main Ki Tu

Wo Mujhko Kya Batana Chahta Hai

Libas-E-Chaak Mein Aiwan Ke Aage Nahin Jati

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet