• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Hasrat Bhi Nahin Koi Tamanna Bhi Nahin

Koi Hasrat Bhi Nahin Koi Tamanna Bhi Nahin

ahmad-rahi

koi hasrat bhi nahin koi tamanna bhi nahin

dil vo aansu jo kisi aankh se chhalka bhi nahin

ruuth kar baith gai himmat-e-dushvar-pasand

raah men ab koi jalta hua sahra bhi nahin

aage kuchh log hamen dekh ke hans dete the

ab ye aalam hai koi dekhne vaala bhi nahin

dard vo aag ki bujhti nahin jalti bhi nahin

yaad vo zakhm ki bharta nahin rista bhi nahin

badban khol ke baithe hain safinon vaale

paar utarne ke liye halka sa jhonka bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai

poet

Mahka Hai Gul-E-KHun-E-Wafa Jaaniye Kya Ho

Haram Mein Wo Nahin Lutf Jo Halal Mein Hai

Ek Sajda KHush-Gulu Ke Aage Sahwan Ho Gaya

qateel-shifai

Jaanch-Parakh Kar dekh Chuki Tu Har Munh-Bole Bhai Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet