• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Hamrah Nahin Rah Ki Mushkil Ke Siwa

Koi Hamrah Nahin Rah Ki Mushkil Ke Siwa

koi hamrah nahin raah ki mushkil ke siva

hasil-e-umr bhi kya hai gham-e-hasil ke siva

ek sannaTa musallat tha guzargahon par

zindagi thi bhi kahan kucha-e-qatil ke siva

har qadam hadse har gaam marahil the yahan

apne qadmon men har ik shai rahi manzil ke siva

tha misali jo zamane men samundar ka sukut

kaun tufan uThata raha sahil ke siva

apne markaz se har ik chiiz gurezan nikli

laila har bazm men thi ḳhalvat-e-mahmil ke siva

apni rahon men to ḳhud bo.e hain kanTe us ne

dushman-e-dil ki nahin aur koi dil ke siva

apni taqdir tha barbad-e-mohabbat hona

mahfilen aur bhi thiin aap ki mahfil ke siva

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rang Lai Hai Meri Zat Se Ghaflat Meri

poet

Nok-E-Shamshir Ki Ghat Ka Silsila Yun Pas-E-Aina Kal Utara Gaya

poet

Yan Kufr Se Gharaz Hai Na Islam Se Gharaz

Waise Tu Mere Makan Tak Tu Chala Aata Hai

Kya Bataun Mujhe Kya Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet