• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Saya Hai Mere Sath Jahan Jaun Main

Mera Saya Hai Mere Sath Jahan Jaun Main

mera saaya hai mire saath jahan ja.un main

bebasi tu hi bata ḳhud ko kahan pa.un main

be-ghari mujh se pata puchh rahi hai mera

dar-ba-dar puchhta phirta huun kahan ja.un main

zaḳhm ki baat bhi hoti to koi baat na thi

dil nahin phuul ki har shaḳhs ko dikhla.un main

zindagi kaun se na-karda gunah ki hai saza

ḳhud nahin janta kya auron ko batla.un main

ek hammam men tabdil hui hai duniya

sab hi nange hain kise dekh ke sharma.un main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Saqiya Ho Garmi-E-Sohbat Zara Barsat Mein

Kaun Darwaza Khula Rakhta Barae Intizar

Jin Raaton Mein Nind uD Jati Hai Kya Qahr Ki Raaten Hoti Hain

Amanat Mein KHayanat Ho Rahi Hai

abdul-hamid-adam

Ai Mera Jam Todne Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet