• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Hairan Hai Yan Koi dil-Gir

Koi Hairan Hai Yan Koi dil-Gir

poet

koi hairan hai yaan koi dil-gir

kahe tu hai ye aalam bazm-e-tasvir

jale tak ka main apne qadr-dan huun

ye chutki raakh hai ik-turfa iksir

nigah-e-ijz kuchh kuchh kargar thi

so ab jaati rahi us ki bhi tasir

vo din kya ba-halavat the ki ahbab

muafiq the baham juun shakkar-o-shir

karun kyunkar na main ‘rasikh’ mabahat

ki hain ustad mere hazrat-e-‘mir’

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahen Kab Tak Jafaen Bewafai Dekhne Wale

Dastan Wasl Ki Ek Baat Se Aage Na baDhi

Dil Se Na Wahi Aur Hain Manzar Na Hamin Aur

Chaaragar Chup Hain Kyun Ilaj Karen

Gung Hain Sari Zaminen Aasman Hairat-Zada

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet