• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Dekhe to Ye Andaz Satane Wala

Koi Dekhe to Ye Andaz Satane Wala

poet

koi dekhe to ye andaz satane vaala

mujh se ghafil hai mire ḳhvab men aane vaala

ba.az auqat ye dekha hai tiri galiyon men

rasta bhuul gaya raah batane vaala

dars-e-ibrat mira anjam hai duniya ke liye

ab tiri baton men koi nahin aane vaala

gumrahi ka mujhe ehsas dila deta hai

ba.az auqat koi Thokaren khane vaala

miThi miThi si mire dil men kasak chhoḌ gaya

ḳhalvat-e-zehn men chupke se dar aane vaala

ghar men ye jashn-e-charaghan ka saman kya ma.ani

is ḳharabe men bhala kaun hai aane vaala

apne a.amal-o-aqa.ed ko parakhte rahiye

ab koi aur payambar nahin aane vaala

kya kahun kaun hai mauzu-e-suḳhan ai ‘tahir’

ek kirdar tarasha hai fasane vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yan Chala Aae Jo Wo Sim-Badan Aap Se Aap

poet

Wo Hansna Yaad Aata Hai Wo Rona Yaad Aata Hai

neel-ahmed

Gili Hijr Ki Qabren

KHud Ko Tamasha KHub Banata Raha Hun Main

Wo Sath Aaya to Meri uDan baiTh Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet