• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Lafz Aur Lafz Ki Tafsir Ban Gaya

Har Lafz Aur Lafz Ki Tafsir Ban Gaya

poet

har lafz aur lafz ki tafsir ban gaya

yuun guftugu ka silsila zanjir ban gaya

ab aur kya subut vafa-dariyon ka duun

dekha jo us ne ḳhvab men ta.abir ban gaya

us ki taraf se tir-e-malamat ka ruḳh haTe

main bazm biich la.eq-e-tazir ban gaya

khulta kahan ye raaz bhala us hujum men

lekin main us ko dekh ke tasvir ban gaya

paḌte rahe hain pech sada rah-e-ishq men

tadbir ban ga.i to vo taqdir ban gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Sach Kaho

Numu-Pazir Hai Ek Dasht-E-Be-Numu Mujh Mein

Tu Nahin Jab Se Ham-Safar Mera

Dard Nisbatan Kam Hai Aaj Dil Ke Chhaalon Mein

Darwaze Ke Andar Ek Darwaza Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet