• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Abhi to Faisla Baqi Hai Sham Hone De

Abhi to Faisla Baqi Hai Sham Hone De

abhi to faisla baaqi hai shaam hone de

sahar ki oT men mahtab-e-jan ko rone de

tiri nazar ke ishare na raushni ban jaa.en

to phir ye raat kahan jugnuon ko sone de

bahut hua to havaon ke saath ro lunga

abhi to zid hai mujhe kashtiyan Dubone de

hamare ba.ad bhi kaam aa.egi junun ki aag

ye aag zinda hai is ko na sard hone de

sadi se mangegi agli sadi hisab-e-gunah

mire sarishk ko lamhon ke daagh dhone de

ye gham mira hai to phir ghair se ilaqa kya

mujhe hi apni tamanna ka baar Dhone de

babul sabz hai bandhe hisar-e-naz ‘ajmal’

mujhe bhi apni zamin men chinar bone de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Jab Bhi Kamre Mein Kuchh Hawa Aai

poet

Kahin Sukun Na Mila Dil Ko Bazm-E-Yar Ke Baad

adil-mansuri

Waqt Ki Ret Pe

poet

Kab Talak Hum Ko Na Aawega Nazar dekhen To

Dekhna Ye Ishq Mein Husn-E-Pazirai Ke Rang

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet