• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Dariya Hun Jo Kuze Mein simaT Jaunga

Koi Dariya Hun Jo Kuze Mein simaT Jaunga

poet

koi dariya huun jo kuuze men simaT ja.unga

pyaas huun main tire honTon se lipaT ja.unga

ek avaz se milti hain ka.i avazen

main andhere men kisi se bhi lipaT ja.unga

jis tarah chahiye kar lijiye nuqte ka shumar

main adad kab huun ki ta.adad men baT ja.unga

ghaur kar ek naya sher huun naqqad-e-ghazal

tera bheja main nahin huun ki ulaT ja.unga

koi naghma koi avaz nahin huun ‘ash.har’

bazm-e-tanha.i huun ḳhud se hi lipaT ja.unga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Jis Ka Rang Salona Hai Baadalon Ki Tarah

Main Ek Kanch Ka Paikar Wo shaKHs Patthar Tha

shabnam-shakeel

Sab Tod Ke Bandhan duniya Ke Main Pyar Ki Jot Jagaungi

abid-wadood

Na Ghar Sukun-Kada Hai Na Karkhana-e-Ishq

kanTon Tumhein Phulon Ki Chubhan Yaad Rahegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet