• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Chehra Na Sada Koi Na Paikar Hoga

Koi Chehra Na Sada Koi Na Paikar Hoga

koi chehra na sada koi na paikar hoga

vo jo bichhḌega to badla hua manzar hoga

be-shajar shahr men ghar us ka kahan tak DhunDen

vo jo kahta tha ki angan men sanobar hoga

apne sab ḳhvab na yuun aankh men le kar niklo

dhuup hogi to kisi haath men patthar hoga

ham se kahta tha ye nadida zaminon ka safar

kahin sahra to kahin niila samundar hoga

us ne kuchh bhi na liya ham se zar-e-gul ke evaz

vo kisi phuul ki basti ka tavangar hoga

ham agar hote use saya-e-gul men rakhte

jis ne dhupon men jalaya vo sitamgar hoga

jism ki aag mira naam bacha.e rakhna

ab ke sunte hain ki barfila december hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

Shor Yunhi Na Parindon Ne Machaya Hoga

Hafiz Shirazi

Salah-e-Kar Kuja-O-Man-e-Kharab Kuja

ahmad-nadeem-qasmi

Itne Bedar Zamane Mein Ye Sazish-Bhari Raat

Kuchh Gham Ka Gham Hua Na KHushi Ki KHushi Hui

poet

Koi Deta Nahin Hai Dad Be-Dad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet