• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Chehra Koi Mahtab Dikhai Deta

Koi Chehra Koi Mahtab Dikhai Deta

koi chehra koi mahtab dikha.i deta

niind aati to koi ḳhvab dikha.i deta

ḳhvahishen ḳhali ghaḌe sar pe uTha laa.i hain

koi dariya koi talab dikha.i deta

nisbat-e-husn mira TaaT ka arzan sa badan

tere paivand se kamḳhab dikha.i deta

Dubne ko na samundar na koi chashm-e-siyah

aaj to jaam men girdab dikha.i deta

phir mire paanv tale tuur ki miTTi hoti

phir mujhe jada-e-asbab dikha.i deta

is safedi phiri qabron ke nagar men mansur

koi to zinda-o-shadab dikha.i deta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Aise Makan Mein Thahre Hain

Mohabbat Mehrban Teri Na Meri

Bajte Hue Ghunghru the uDti Hui Tanen Thin

poet

kaTa Na Koh-E-Alam Humse Kohkan Ki Tarah

poet

Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki Khabar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet