• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shauq Uryan Hai Bahut Jin Ke Shabistanon Mein

Shauq Uryan Hai Bahut Jin Ke Shabistanon Mein

shauq uryan hai bahut jin ke shabistanon men

vo mile ham ko hijabon ke sanam-ḳhanon men

khiḌkiyan kholo ki dar aa.e koi mauj-e-hava

raakh ka Dher hain kuchh log tarab-ḳhanon men

shahr-e-ḳhurshid ke logon ko ḳhabar do koi

din ke gham Duub ga.e raat ke paimanon men

jab koi sa.at-e-shadab mili jam-ba-kaf

jaan si paḌ ga.i bujhte hue armanon men

ai saba le ke chali aa kisi badal ki phuvar

ḳhaak uḌti hai bahut dil ke bayabanon men

ai ghazalan-e-vatan naaz karo ham pe ki ham

aḳhiri pusht hain ḳhuban ke sana-ḳhvanon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bedam Shah Warsi

Sine Mein dil Hai dil Mein dagh dagh Mein Soz-O-Saz-e-Ishq

qateel-shifai

dil Ko Gham-E-Hayat Gawara Hai In dinon

Wo Kahta Tha Ki Tum Mera Sahaara Ban Hi Jaogi

ahmad-shahryar

Guman Ke Liye Nahin Yaqin Ke Liye Nahin

poet

Mere Liye Hazar Kare Ehtimam Hirs

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet