• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Bagula Raqsan Mere Andar Hai

Koi Bagula Raqsan Mere Andar Hai

koi bagula raqsan mere andar hai

dil-sahra men jashn ke jaisa manzar hai

main ne kaise kaise moti DhunDe hain

lekin tere aage sab kuchh patthar hai

balcony par aao meri palkon ki

dekho kitna gahra niila samundar hai

ḳhamoshi se maar na de ik din mujh ko

shor sa ik jo meri zaat ke andar hai

chahe jo bhi khiḌki men kholun ‘at.har’

sab ke bahar ek hi jaisa manzar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chamak Yunhi Nahin Lafzon Mein Aai

poet

Rangat Use Pasand Hai Ai Nastaran Safed

poet

KHafa Humse Wo Be-Sabab Ho Gaya

Aankh Jab Barse to Kya Puchhna Mausam Kaisa

Tujhko Gila Hai Tera Muqaddar Nahin Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet