• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Junun Hai Zehn Mein to Hausle Talash Karo

Junun Hai Zehn Mein to Hausle Talash Karo

junun hai zehn men to hausle talash karo

misal-e-ab-e-ravan raste talash karo

ye iztirab ragon men bahut zaruri hai

uTho safar ke na.e silsile talash karo

ye sar-zamin safar ke liye bahut kam hai

chalo ufaq pe na.e marhale talash karo

jo thak ga.e ho ye bosida zindagi ji kar

to zindagi ke alag zaviye talash karo

jo chahte ho ki aḳhbar chal paḌe apna

to surḳhiyon ke liye hadse talash karo

ye tang-zauq adibon se ḳhush nahin honge

musha.ere ke liye masḳhare talash karo

ḳhuda pe chhoḌ do ye kal koi paḌhe na paḌhe

na.i ghazal ke liye qafiye talash karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Ham-Rang Chahte the Hum

poet

Kya Masarrat Hai Puchhiye Humse

nusrat-mehdi

Tirgi Badh Rahi Hai Bahar Ki

nida-fazli

Sachchai

Sufi

Tere Husn-e-Nazar Ka Ye Bhi Ek Eajaz Hai Saqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet