• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aajiz Hun Tere Hath Se Kya Kaam Karun Main

Aajiz Hun Tere Hath Se Kya Kaam Karun Main

aftab-shah-alam-sani

aajiz huun tire haath se kya kaam karun main

kar chaak gareban tujhe badnam karun main

hai daur-e-jahan men mujhe sab shikva tujhi se

kyuun kuchh gila-e-gardish-e-ayyam karun main

aave jo tasarruf men mire mai-kada saaqi

ik dam men khumon ke khumen inaam karun main

hairan huun tire hijr men kis tarah se pyare

shab roz ko aur subh ke taiin shaam karun main

mujh ko shah-e-alam kiya us rab ne na kyunkar

allah ka shukrana inaam karun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Ki Tha Alamat Ek Hunar Be-Jaan Sa

seema-gupta

Aag Pani Bhi Hai Mitti Hai Hawa Hai Mujh Mein

Jab Sar-E-Baam Wo KHurshid-Jamal Aata Hai

Shararat Hai Manane Ki Ya Manwane Ka jhagDa Hai

Sufi

Na Ho Ya Rab Aisi Tabiat Kisi Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet