• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sirf Ek Hadd-E-Nazar Ko Aasman Samjha Tha Main

Sirf Ek Hadd-E-Nazar Ko Aasman Samjha Tha Main

sirf ik hadd-e-nazar ko asman samjha tha main

asmanon ki haqiqat ko kahan samjha tha main

ḳhud mila aur mil ke vo apna pata bhi de gaya

jabki saari kavishon ko ra.egan samjha tha main

zindagi ka rang pahchana gaya jiine ke ba.ad

duur se us rang ko uḌta dhuan samjha tha main

mehrbanon se hamesha hi rahe shikve gale

aur har na-mehrban ko mehrban samjha tha main

de raha tha vo sada.en aur main ḳhamosh tha

kashmakash ki us ghaḌi ko imtihan samjha tha main

ho gaya huun qatl be-rahmi se un ke samne

haif jin logon ko apna pasban samjha tha main

paas se dekha to jaana kis qadar maghmum hain

an-ginat chehre ki jin ko shadman samjha tha main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Bhi Chup Hai Main Bhi Chup Hun Ye Kaisi Tanhai Hai

Subh Main Sau Kar uTha Khaya Piya Kal Ki Tarah

Har Chand Ki Hum Murid-E-Pur-Qahr-O-Ghazab Hain

poet

Tan Mein Dam Rok Main Ba Der Rakha

poet

Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet