Baat Jab doston Ki Aati Hai baat jab doston ki aati hai dosti kaanp kaanp jaati hai mujh se ai dost phir khafa ho ja ishq ko niind aai jaati hai ab qayamat se kya dare koi ab qayamat to roz aati hai bhagta huun main zindagi se ‘khumar’ aur ye nagin dase hi jaati hai
Leave a Reply