• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / duniya Bhi Pesh Aai Bahut Be-Rukhi Ke Sath

duniya Bhi Pesh Aai Bahut Be-Rukhi Ke Sath

akhtar-imam-rizvi

duniya bhi pesh aai bahut be-ruḳhi ke saath

ham ne bhi zaḳhm khaae baḌi sadgi ke saath

ik musht-e-ḳhak aag ka dariya lahu ki lahr

kya kya rivayaten hain yahan aadmi ke saath

apnon ki chahaton ne bhi kya kya diye fareb

rote rahe lipaT ke har ik ajnabi ke saath

jangal ki dhuup chhanv hi jangal ka husn hai

sayon ko bhi qubul karo raushni ke saath

tum raste ki gard na ho jaao to kaho

do-char gaam chal ke to dekho kisi ke saath

koi dhuan uTha na koi raushni hui

jalti rahi hayat baḌi ḳhamushi ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahguzar Ho Ya Musafir Nind Jis Ko Aae Hai

Taskin-E-Dil Ko Ashk-E-Alam Kya Bahaun Main

akhilesh-tiwari

Kise Jaana Kahan Hai Munhasir Hota Hai Is Par Bhi

abrar-ahmad

Aankhen Taras Gai Hain

Hai Dil Mein Junun-KHez Parastish Ka Irada

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet