• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Aisi Baat Hai Jis Ke Dar Se Bahar Rahte Hain

Koi Aisi Baat Hai Jis Ke Dar Se Bahar Rahte Hain

poet

koi aisi baat hai jis ke Dar se bahar rahte hain

ham jo itni raat ga.e tak ghar se bahar rahte hain

patthar jaisi ankhon men suraj ke ḳhvab lagate hain

aur phir ham is ḳhvab ke har manzar se bahar rahte hain

jab tak rahte hain angan men hangame tanha.i ke

ḳhamoshi ke saa.e bam-o-dar se bahar rahte hain

jab se be-chehron ki basti men chehre taqsim hue

us din se ham a.inon ke ghar se bahar rahte hain

jis ki ret pe naam likhe hain ‘az.har’ Dubne valon ke

vo sahil maujon ke shor-o-shar se bahar rahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-ahmad

Koi Soche Na Hamein Koi Pukara Na Kare

nusrat-mehdi

Raushni Si dil Ke Zakhmon Mein Utar Aane Ko Hai

Dekho Apni Aankh-Michauli Ek Haqiqat Ho Gai Na

Ye Ruashni-E-Taba Dikhane Ki Aarzu

Wasl Aasan Hai Kya Mushkil Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet