• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Latif Sham Ki Justuju Na Hasin Sahar Ki Talash Hai

Na Latif Sham Ki Justuju Na Hasin Sahar Ki Talash Hai

na latif shaam ki justuju na hasin sahar ki talash hai

jo nazar nazar ko navaz de mujhe us nazar ki talash hai

mire ham-safar tujhe kya ḳhabar ye nazar nazar ki talash hai

miri rahbar ko hai justuju tujhe rahbar ki talash hai

jo ajal ko jaane hayat-e-nau jo hayat-e-nau ko ajal kahe

mujhe rah-guzar-e-hayat men usi ham-safar ki talash hai

na ho farq dair-o-haram jahan na ho apna apna sanam jahan

usi rahguzar ki talash thi usi rahguzar ki talash hai

jo bas ek pahli nigah men mire dil ka raaz samajh sake

mujhe ibtida-e-hayat se isi dida-var ki talash hai

mire zauq-e-dard ka hausla sar-e-bazm kahta hai barmala

vo ‘aziz’ kaif se duur hai jise charagar ki talash hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Wafa Mein Mere Intizar Mein Kya Tha

Husn-E-Shiar Mein Mujhe Dhalne Nahin Diya

Kabhi Ojhal Kabhi Pesh-E-Nazar Hai

Dil Ke Daghon Mein Sitaron Ki Chamak Baqi Hai

poet

Yun Ghar Se Mohabbat Ke Kya Bhag Chale Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet